50 Best Poetry by Zakir Khan
Har ek Dastoor se Bewafai, Maine Shiddat se Nibhayi
Raaste bhi khud hi Daundhe, Manzil bhi khud Banayi
Har ek copy ke peeche, Kuch na Kuch Khaas likha hai,
Bas Is tarah tere mere Ishq ka itihaas likha hai,
Tu Duniya main chahe jahan bhi rahe,
Apni diary mei maine tujhe pass likha hai
teri shartoh pe hi karna hai agar tujh ko qubul
ye suhulat to mujhe saara jahan deta hai
Har ek copy ke peeche kuch na kuch khaas likha hai,
Bas iss tarah tere mere ishq ka itihaas likha hai.
Tu duniya me chaahe jahan bhi rahe,
Apni diary mein maine tujhe pass likha hai.
Maana ki tumko ishq ka tazurba bhi kam nahi,
Humne bhi baagh mein hain kai titliya udaayin.
Use main kya, mera khumar bhi
mile toh berahmi se torh deti hai.
Woh khwab me aati hai mere,
phir aa kar mujhe chhod deti hai.
Mai waqt aur tum qayamat, Dekhna,
Jab hum milege toh iss kainaat me sab kuch ruk jayega.
Mere ishq me umeed hai.
tum bhi apne intazaar me sabr rakhna. Kyunki,
Kahani toh hamari hai. baki sab duniya daari hai.
Mera waqt qayamat ki tarah hai,
Yaad rakhna ayega zarur.